Saturday, June 9, 2018

Apni maa ki dua2

Assalamu Alaikum
Kaise ho dosto
Aaj hum aapko batayenge apni Maa Ki Dua Kaise kaam karta hai a post pura Pani
Chaliye Shuru Karte Hain
Ramzan ka roza Main Aur Meri mummy rakhte the ek saath Ek Din rice may  Pani aa gaya tha Main Har Waqt sehari main rice Khata Hoon aur meri mummy Roti khate hai Ek Din Mere rice mein Pani aa gaya tha aur mare mummy 2pic roti khata tha to keya kara mummy jab dekha rice to bola bata to rice mat kha or a 2pic roti tu khala to may bola mummy aap keya khayenge to mummy na bola may pani pee kar Rakh lungi to may bola mummy aap a 2pic roti khalo mager mummy na nahi khaya mummy bola bata to job ko jayagana to tu khala may pani pee kar rakh lungi to may mana keya nahi To may bola mummy aap khalo to mummy na mana keya may bola acha thik hai mummy aap ka 1pic roti or mera 1pic roti to mummy na pherbhe nahi mana to may gussa hoya to mummy na bola bata Thik hai dono khalata hai ek satt khaya to mummy na aista aista khaya to mera 1pic khaleya to mummy jo roti khata tha adha khaya tha may jasa utha mummy na bola bata to a la khala may mana keya to mummy na bola mera tabiat kharab lakta hai to a khala Muja malum tha ka mare mummy maraleya nahi khaya to mummy ko may bola mummy tum mara leya nahi khata ho to mummy na bola bata to khala to may jab bola to mummy nahi khaya Muja bol kar mummy khala deya 



Kal may jab Chota tha to tab bi mummy nahi khati the aaj mummy mara leya nahi khati hai


Bhai ager A post may kuch phoul ho to muja maf kardena mager Apni maa ki dua har wakt saat hai
A mera YouTube channel ka link hai 👇
https://m.youtube.com/channel/UChgjfL...

No comments:

Post a Comment

Madina Madina New Naat 2019 ��Akhtar Parwaz Naimi

acha acha naat pak pana ka leya hamara channel ko subscribe kare aur Hamare channel ko share or like jarur kara May channel 💝SG Channel...